![]() | No ratings.
I hv started writing in Hindi.Four different shayaris reflecting the different moods |
| Waqt ki dararon ko yeh dil seeta hain Jab dil khol kar woh peeta hain.. Majra Khafa hone ka nahin, junoon ka hain Muqakdar aur taqdir ke behram kaanon ka hain... Samajthe nahin humko,kyunki lekar firte hain chehre par hasi, Dikthi nahin unhe yeh aankhon ki nami, Majra Dukh hone ka nahin use samajhne ka hain, Haste hue chehre ke peeche is dil ke machalne ka hain... Main tumhe dekhun aur tum mujhse aanke churaya karogi Main tumhe chhedun aur tum mujhse sharmaya karogi Jab chahun tumse baatein karna, tum hamesha khaamosh rahogi Par chehre par aodhe kuch khaamoshiyan.. Tum meri khaamoshiyon ko savara karogi... बातें जीत हार के लिए नहीं की जाती जिस दिन तुम्हे लगे तुम्हे जीतना हो सौ हार मंज़ूर होगी बातों का क्या हैं तुमसे यह बातें हज़ार बार होगी पहचान तो सिर्फ तुमसे ही होती अगर यह मंजिल कोई और राह पर न सोयी होती |