| Badalte log kitna bhyanak hota hai kisi ki aatma ka bik jana badlav ke tufan ke rahgir ka ek pal mein badal jana behte sote ka sahil ko langh jana sach litna bhayanak hota vayakti ki aatma ka bik jana ek nai chidiya ka tufan mein kho jana ek mazbur ka vaishya ban ek mard se sambandh banana sach kitna bhayanak hot hai vyakti ka badal jana Saksham |