![]() |
the poem is on sufi term 'ANLAHAK' (i am god). related to ved term ' aham bramhasmi' |
| mujhme main hun basa. mere bin ye kaaynat kya? kya ye zameen ?? kya ye aasman ?? kya waqt bewaqt ?? anlahak anklahak anlahak anlahak zindagi ki saans hun main ruuh ki aawaz main dil ki dhadkane mujhse ye waadiyan, ghata hun main mere bin kya zannat kya ye dozakh? anlahak anklahak anlahak anlahak pattiyon ( leaves ) ki sarsarahat mujhse saaj ka suur hun main jang- e- maidan me arjun ki bujdili hun main mere bin kya jeet ka jazba kya haar ka dard anlahak anklahak anlahak anlahak taaro ki jhilmilatahto mein amavas ki kaali raat main is jahan se us jahaan tak bas mera hi mear haq anlahak anklahak anlahak anlahak |